% \startsong \stitle{zi.ndagii Kvaab hai, Kvaab me.n jhuuTh kyaa, aur bhalaa sach hai kyaa}% \film{Jaagte Raho}% \year{1956}% \starring{Motilal, Raj Kapoor}% \singer{Mukesh}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Jagat N. Mavani (MAVANI@KGNVMT.VNET.IBM.COM) % Editor: % \printtitle #indian % ra.ngii ko naara.ngii kahe, bane duudh ko khoyaa chalatii ko gaa.Dii kahe, dekh kabIraa royaa\threedots zi.ndagii Kvaab hai, Kvaab me.n jhuuTh kyaa aur bhalaa sach hai kyaa (motIlaal) sab sach hai zindagI khvAb hai\threedots dil ne hamase jo kahaa, hamane vaisaa hii kiyaa \- 2 fir kabhI furasat se soche.nge buraa thA yA bhalaa zindagii Kvaab hai\threedots ek kataraa may kA jab, patthar se ho.nTho.n par pa.Daa \- 2 usake siine me.n bhii dil dha.Dakaa ye usane bhii kahaa (motIlaal) kyA ek pyaalii bhar ke mai.nne, Gam ke maare dil ko dii zahar ne maaraa zahar ko, murade me.n phir jaan aa gaI zindagii Kvaab hai\threedots % #endindian \endsong %