% \startsong \stitle{ye kalii jab talak phuul ban ke khile}% \film{Aaye Din Bahaar Ke}% \year{1966}% \starring{Asha PArekh, Dharmendra, Balraj Sahni}% \singer{Lata, Mahendra Kapoor}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % \printtitle #indian % l: ye kalii jab talak phuul ban ke khile, intazaar, intazaar, intazaar karo, intazaar karo rafii: intazaar vo bhalaa kyaa kare, tum jise bekaraar, bekaraar, bekaraar karo, l: intazaar karo m: pyaar me.n pyaar kii bhii izaazat nahii.n \-2 berukhii hai ajii ye muhaubbat nahii.n l: aa rahaa hai mazaa, tum shikaayat yahii, baar baar, baar baar, baar baar karo, intazaar karo l: husn pe to asar hone vaalaa nahii.n \-2 ishq tum ko nA kar de dIvaanaa kahii.n m: hai ye diivaanagii bhii qubuul, tum agar hamase pyaar, hamase pyaar, hamase pyaar karo, l: intazaar karo m: roz hamane bayaan ye fasaanaa kiyaa \-2 roz tumane nayaa ek bahaanaa kiyaa l: ye bahaanaa magar, aakhirii hai sanam aitabaar, aitabaar, aitabaar karo, intazaar karo % #endindian \endsong %