% \startsong \stitle{ajanabii, tum jaane pahachaane se lagate ho}% \film{Ham Sab Ustad Hain}% \year{}% \starring{Kishore}% \singer{Kishore / Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Asad Bhopali}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Uday Patel % \printtitle #indian % ajanabii ## [loud] ## ajanabii, tum jaane pahachaane se lagate ho \- 2 ye ba.DI ajiib sI baat hai, ye na_ii na_ii mulaakaat hai phir bhI jaane kyo.n, ajanabii \threedots tumane kabhI pyaar kiyaa thA kisii raahii se \- 2 tumane kabhI vAdA kiyaa thA kisii sAthI se nA vo pyaar rahaa, nA vo baat rahI phir bhI jaane kyo.n, ajanabii \threedots dil me.n rahe aur hamArA dil to.D diyaa \- 2 saath chale, mo.D pe aake hame.n chho.D diyaa tum ho kahaa.N, aur ham kahaa.N phir bhI jaane kyo.n, ajanabii \threedots % % Lata version % ajanabii, tum jaane pahachaanese lagate ho ye ba.Dii ajiib sii baat hai ki na_ii na_ii mulaaqaat hai phir bhii jaane kyo.n, ajanabii \threedots lagataa hai yuu.N Kvaab hai jaise koii dekhaa huaa kahataa hai dil aaj milaa hai koii khoyaa huaa na Kayaal tumhe.n na Kayaal hame.n phir bhii jaane kyo.n, ajanabii \threedots kis ko Kabar pahale mile the ham dono.n kahaa.N kab se magar Dhuu.NDh rahaa thaa tumhe.n meraa jahaa.N na to yaad tumhe.n, na to yaad hame.n phir bhii jaane kyo.n, ajanabii \threedots kitane janam biit gaye hai.n tumhe.n paane me.n hamane tumhe.N pyaar kiyaa thaa anajaane me.n na kabhii mile, na qariib hue phir bhii jaane kyo.n, ajanabii \threedots % #endindian \endsong %