% \startsong \stitle{jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Sarojini Naidu}% \music{Shekhar Kalyan}% \lyrics{Shyamlal Gupta 'Parshaad'}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Sep 7 1995 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % (jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa vijayii vishva tira.ngaa pyaaraa) \-2 jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa sadaa shaktii barasaane vaalaa prem sudhaa sarasaane vaalaa viiro.n ko harshhaane vaalaa maatR^i bhuumii kaa tan man saaraa \-2 jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa \threedots svata.ntrataa ke bhiishaN raN me.n rakh (?) kar josh ba.Dhe kshaN\-kshaN me.n kaa.Npe shatru dekhakar man me.n miT jaaye bhay sa.nkaT saaraa \-2 jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa \threedots is jha.NDe ke niiche nirbhaya ho, svaraaj janataa kaa nishchaya bolo bhaarat maataa kii jaya svata.ntrataa hii dhyeya hamaaraa \-2 jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa \threedots aao pyaare viiro.n aao desh dham.r par bali\-bali jaao ek saath sab mil kar gaao pyaaraa bhaarat desh hamaaraa jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa \threedots shaan na isakii jaane paaye chaahe jaan bhale hii jaaye vish{}v vijayii kar ke dikhalaae.n tab ho_e praN puuN.r hamaaraa \-2 jhaNDaa uu.Nchaa rahe hamaaraa \threedots % #endindian \endsong %