% \startsong \stitle{ai pyaase dil bezubaa.n tujhako le jaauu.n kahaa.N}% \film{Begunaah}% \year{1957}% \starring{Kishore, Shakeela}% \singer{Mukesh}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Neha Desai % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ai pyaase dil bezubaa.n tujhako le zaau.n kahaa.N (2) aa \threedots aag ko aag me.n Dhaal ke kab tak jii bahalaayegaa ai pyaase dil bezubaa.n (ghaTaa jhukii aur havaa chalii to hamane kisii ko yaad kiyaa chaahat ke vIraane ko unake gam se aabaad kiyaa ) \- 2 ai pyaase dil bezubaa.n mausam kii ye mastiyaa.n aa \threedots aag ko aag me.n Dhaal ke kab tak jii bahalayegaa ai pyaase dil bezubaa.n (taare nahii.n a.ngaare hai.n vo ab chaa.Nd bhii jaise jalataa hai nii.nd kahaa.N siine pe koii bhaarii kadamo.n se chalataa hai ) \- 2 ai pyaase dil bezubaa.n dard hai terii daastaa.n aa \threedots aag ko aag me.n Dhaal ke kab tak jii bahalayegaa ai pyaase dil bezubaa.n kahaa.N vo din ab kahaa.N vo raate.n tum ruThe qismat ruThii gair se bhed chhupaane ko ham ha.nsate phire ha.nsii jhuThii ai pyaase dil bezubaa.n luT ke rahaa terA jahA.n aa \threedots aag ko aag me.n Dhaal ke kab tak jii bahalAyegaa ai pyaase dil bezubaa.n % #endindian \endsong %