% \startsong \stitle{tum jo mil gae ho, to ye lagataa hai, ke jahaa.N mil gayaa}% \film{Hanste Zakhm}% \year{}% \starring{Balraj Sahni, Navin Nischal, Priya Rajvansh}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % \printtitle #indian % tum jo mil gae ho to ye lagataa hai ke jahaa.N mil gayaa ek bhuule hue raahii ko kaaravaa.N mil gayaa baiTho na duur hamase, dekho khafaa na ho qismat se mil gae ho, milake judaa na ho merii kyaa Kataa hai, hotaa hai ye bhii kii zamii.n se aasamaa.n mil gayaa, tum \threedots tum kyaa jaano tum kyaa ho, ek suriilaa naGmaa ho bhiigii raato.n me.n mastii, tapate dil me.n saayaa ho ab jo aa gae ho jaane na duu.ngaa kii mujhe ik hasiin meharabaa.N mil gayaa, tum \threedots tum bhii the khoe khoe, mai.n bhii bujhaa\-bujhaa thaa ajanabii zamaanaa apanaa koii na thaa dil ko jo mil gayaa hai teraa sahaaraa ik na_ii zi.ndagii kaa nishaa.n mil gayaa, tum \threedots % #endindian \endsong %