% \startsong \stitle{tujhe jiivan kii Dor se, baa.Ndh liyaa hai, terii zulm\-o\-sitam}% \film{Asli Naqli}% \year{1962}% \starring{Dev Anand, Sadhana}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % U V Ravindra % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % rafii: tujhe jiivan kii Dor se, baa.Ndh liyaa hai, baa.Ndh liyaa hai tere zulm\-o\-sitam, sar aa.Nkho.n par lataa: maine badale me.n pyaar ke, pyaar diyaa hai, pyaar diyaa hai terii khushiyaa.N aur gam, sar aa.Nkho.n par rafii: tujhe jiivan kii \threedots (apsaraa koI aae to dekhuu.N nahii.n koI bahakaaye ha.nsake to bahakuu.N nahii.n ) \- 2 tore matavaare naino.n ne, jaaduu kiyaa o \threedots tore matavaare naino.n ne, jaaduu kiyaa terii ulfat sanam sar aa.Nkho.n par \threedots (mere jiivan kii anamiT kahaanii hai tuu merii taqadiir aur zi.ndagaanii hai tuu ) \- 2 liye firate hai.n sabase chhupaaye hue o \threedots liye firate hai.n sabase chhupaaye hue terii tasaviir ham sar aa.Nkho.n par \threedots chaa.ND suuraj bhii hai.n terii parachhaa_iyaa.N tujh se roshan huii dil kii gaharaa_iyaa.N tere chehare kii jhilamil se ma.nzil milii o tere chehare kii jhilamil se ma.nzil milii aisii pyaarii puunam sar aa.Nkho.n par \threedots (dono): tujhe jiivan kii Dor se, baa.Ndh liyaa hai, baa.Ndh liyaa hai tere zulmo\-sitam, sar aa.Nkho.n par % #endindian \endsong %