% \startsong \stitle{terii chhoTii sii ek bhuul ne saaraa gulshan jalaa diyaa}% \film{Shiksha}% \year{1978}% \starring{Raj Kiran, Sushma Varma, Master Sandeep, Beena}% \singer{Yesudas}% \music{Bappi Lahiri}% \lyrics{Gauhar Kanpuri}% % % Contributor: Malini Kanth % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 10/31/1996 % Credits: ADhareshwar@worldbank.org % \printtitle #indian % terii chhoTii sii ek bhuul ne saaraa gulshan jalaa diyaa kyaa mahake.nge phir phuul kabhii, kyaa phir se bahaare.n aae.ngii jaane kahaa.N kii riit hai ye, koii kare aur koii bhare nyaaya nahii.n anyaaya hai ye, doshii ji_e, nirdosh mare sun le tuu ai qaafil (???), tujhase kahe teraa dil terii chhoTii sii \threedots tuune a.ndhere de ke ise, chhiin lii naino.n kii muskaan saa.Njh savere, raat aur din, isake lie ek samaan sun le tuu ai qaafil (???), tujhase kahe teraa dil terii chhoTii sii \threedots tere chalan kii aa.Ndhii ne, dekh le kitane ghar luuTe bikhar gae rishte naate, jiivan ke saathii chhuuTe sun le tuu ai qaafil (???), tujhase kahe teraa dil terii chhoTii sii \threedots % #endindian \endsong %