% \startsong \stitle{pyaar zindagii hai pyaar ba.ndagii hai ba.ndagii hai}% \film{Muqaddar Ka Sikandar}% \year{1978}% \starring{Amitabh Bachchan, Rekha, Rakhee, Vinod Khanna}% \singer{Asha, Lata, Mahendra Kapoor}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anjaan}% % % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Porky % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % pyaar zindagii hai, pyaar ba.ndagii hai, ba.ndagii hai yahallaa yahallaa uu yaa allaah pyaar se pyaar karo ye umr pyaar kii hai pyaar binaa kyaa jiinaa, ye bhii koI zindagii hai, pyaar\threedots 1) pyaar karam pyaar duaa, pyaar sitam pyaar vafaa pyaar se judaa to yahaa.N koI nahii.n koI nahii.n pyaar khushii pyaar nashaa, kyaa vo najar kyaa vo adaa ho kisii ke pyaar me.n jo koii nahii.n koii nahii.n dil ko lagaa ke dekho pyaar me.n kyaa khushii hai pyaar binaa kyaa jiinaa ye bhii koI zindagii hai, pyaar\threedots 2) dUr rahe paas rahe, dil me.n tere pyaas rahe tere liye mai.n huu.N tuu hai mere liye mere liye pyaar sanam pyaar khudaa, yaar kabhii ho naa judaa yaar binaa koI yahaa.N kaise jiye kaise jiye baaho.n me.n yaar ke hii duniyaa bahaar kii hai, pyaar\threedots 3) dekh hame.n koI jale, koI jale haath male tuu jo mere saath chale logo.n se kyaa Daranaa yahaa.N pyaar yahaa.N jo naa kare, Kaak jiye KAk mare yaar mere tere liye jiinaa yahaa.N maranaa yahaa.N marake bhii naa miTe jo ye vo dIvaanagii hai, pyaar\threedots % #endindian \endsong %