% \startsong \stitle{pyaar karane vaale kabhii darate nahii.n}% \film{Hero}% \year{1984}% \starring{Jackie Shroff, Meenakshi Sheshadri, Sanjeev Kumar}% \singer{Lata, Manhar}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Vijay Kumar % Transliterator: Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % logo.n se sunaa hai kitaabo.n me.n likhaa hai sab ne yahii kahaa hai sab ne yahii kahaa hai pyaar karane vaale kabhii Darate nahii.n jo Darate hai.n vo pyaar karate nahii.n lambii diivaare.n chunavaa do laakh biThaa do pahare raste me.n bichhaa do uu.Nche parvat saagar gahare tuufaa.N kab rukate hai.n baadal jab jhukate hai.n taare kah uThate hai.n saare kah uThate hai.n pyaar karane vaale kabhii Darate nahii.n \threedots pyaar chhupe na khushabuu ye elaan kaho to kar duu.N chuTakii bhar sinduur ma.Ngaa de maa.Ng mae.n terii bhar duu.N duniyaa kyaa kar legii duniyaa se kahegii bas kahatii hii rahegii, bas kahatii hii rahegii pyaar karane vaale kabhii Darate nahii.n \threedots % #endindian \endsong %