% \startsong \stitle{pal pal dil ke paas, tum rahatii ho}% \film{Blackmail}% \year{1973}% \starring{Dharmendra, Rakhee, Shatrughan Sinha}% \singer{Kishore}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Yogesh Kamath (kamathy@ucunix.san.uc.edu) % posted by nasir (noor@muug.mb.ca)) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % pal pal dil ke paas, tum rahatii ho jiivan miiThii pyaas, ye kahatii ho pal pal \threedots har shaam aa.Nkho.n par, teraa aa.Nchal laharaae har raat yaado.n kii, baaraat le aae mai.n saa.ns letaa huu.N, terii khushabuu aatii hai ek mahakaa mahakaa saa, paigaam laatii hai mere dil ki dha.Dakan bhii, tere giit gaatii hai pal pal \threedots tum sochogii kyuu.N itanaa, mai.n tumase pyaar karuu.n tum samajhogii diivaanaa, mai.n bhii iqaraar karuu.n diivaano.n kii ye baate.n, diivaane jaanate hai.n jalane me.n kyaa mazaa hai, paravaane jaanate hai.n tum yuu.N hii jalaate rahanaa, aa aa kar Kvaabo.n me.n pal pal \threedots kal tujhako dekhaa thaa, maine apane aa.ngan me.n jaise kah rahii thii tum, mujhe baa.Ndh lo bandhan me.n ye kaisaa rishtaa hai, ye kaise sapane hai.n begaane ho kar bhii, kyuu.N lagate apane hai.n mai.n soch mai.n rahataa huu.N, Dar Dar ke kahataa huu.N pal pal \threedots % #endindian \endsong %