% \startsong \stitle{niile niile ambar par, chaa.Nd jab aaye}% \film{Kalaakar}% \year{1983}% \starring{Kunal Goswami, Sridevi}% \singer{Kishore / Sadhna Sargam}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{}% % % Contributor: Shashank Mallick (tinu@eng.umd.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % nIle nIle ambar par, chA.Nd jab aaye pyaar barasaae, hamako tarasaaye aisaa koii saathii ho aisaa koii premii ho pyaas dil kii bujhaa jaae nIle nIle \threedots (ho, uu.Nche uu.Nche parvat jab chuumate hai ambar ko pyaasaa pyaasaa ambar jab chuumataa hai saagar ko ) \- 2 pyaar se kasane ko baaho.n me.n basane ko dil meraa lalachaaye koI to aa jaaye aisaa koI saathii ho aisaa koI premii ho pyaas dil kii bujhaa jaae nIle nIle \threedots (ho, Tha.nDe Tha.nDe jho.nke jab baalo.n ko sahalaae.n tapatii tapatii kiraNe.n jab gaalo.n ko chhU jAe.n ) \- 2 saa.Nso.n kii garamii ko haatho.n kii naramii ko dil meraa tarasaae koI to chhU jAye aisaa koI saathii ho aisaa koI premii ho pyaas dil kii bujhaa jAe nIle nIle \threedots (chham chham karataa sAvan bU.ndo.n ke baaN chalAe satara.ngii barasaato.n me.n jab tan man bhIgaa jaae ) \- 2 pyaar me.n nahAne ko DUb hii jaane ko koI to aa jAe khvaab jagaa jAye aisaa koI saathii ho aisaa koI premii ho pyaas dil kii bujhaa jae nIle nIle \threedots % #endindian \endsong %