% \startsong \stitle{na_ii ma.nzil na_ii raahe.n nayaa hai maharbaan apanaa}% \film{Hill Station}% \year{1957}% \starring{Pradeep Kumar, Bina Rai, Shyama, K.N. Singh}% \singer{Lata, Hemant}% \music{Hemant}% \lyrics{S H Bihari}% % % Contributor: Swapneel Mahajan (swapneel@cse.iitb.ernet.in) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Mon Aug 21 1995 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % daw601@anu.edu.au (David Windsor) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % na_ii ma.nzil na_ii raahe.n nayaa hai maharbaa.n apanaa na jaane jaake Thaharegaa kahaa.N yah kaarvaa.n apanaa na chamakegii jahaa.N bijalii na aayegaa jahaa.N tuufaa.n banaae.nge usii Daalii pe jaake aashiyaa.n apanaa bharosaa hai muqaddar par tumhaaraa bhii sahaaraa hai kahii.n dushman na ban jaa_e yah zaalim aasmaa.n apanaa dikhaae.nge hame.n yah chaa.Nd taare raah ma.nzil kii banate ho agar dushman to ho saaraa jahaa.N apanaa % #endindian \endsong %