% \startsong \stitle{na bole tum, na mai.nne kuchh kahaa}% \film{Baaton Baaton Mein}% \year{1979}% \starring{Amol Palekar, Tina Munim}% \singer{Asha, Amit Kumar, chorus}% \music{Rajesh Roshan}% \lyrics{Yogesh}% % % Contributor: Kuntal H. Daftary % Transliterator: Rajiv Shridhar % Credits: Nandini % Date: 07/25/1996 % \printtitle #indian % (ra: na bole tum, na mai.nne kuchh kahaa la: magar na jaane aisaa kyo.n lagaa ra: ki dhuup me.n khilaa hai chaa.Nd, din me.n raat ho ga_ii la: ye pyaar kii binaa kahe sunaharii baat ho ga_ii) \-2 ra: badal rahii hai zi.ndagii, badal rahe hai.n ham koras: aa aa aa aa aa aa aa la: thirak rahe hai.n jaane aaj kyo.n mere kadam ra: mere kadam, mere kadam koras: kisii ko ho na ho magar hame.n to hai pataa na bole tum \threedots ra: ghulii sii aaj saa.Nso.n me.n kisii kii saa.Ns hai la: saa.Ns hai, saa.Ns hai ye kaun aaj dil ke mere aas\-paas hai koras: aa aa aa aa aa aa aa la: ye dhiire\-dhiire ho rahaa hai pyaar kaa nashaa na bole tum \threedots ra: ye lag rahaa hai saarii ulajhane.n sulajh ga_ii.n la: sulajh ga_ii.n, sulajh ga_ii.n ye dha.Dakano.n kii baat dha.Dake.n samajh ga_ii.n koras: aa aa aa aa aa aa aa la: na boliye kii bolane ko kuchh nahii.n rahaa na bole tum \threedots na bole tum \threedots % #endindian \endsong %