% \startsong \stitle{muhabbat ke maaro.n kaa}% \film{Bawre Nain}% \year{1950}% \starring{Raj Kapoor, Geeta Bali}% \singer{Rafi, Asha}% \music{Roshan}% \lyrics{Kedar Sharma}% % % Contributor: % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % muhabbat ke maaro.n kaa haal ye duniyaa me.n hotaa hai zamaanaa unape ha.Nsataa hai, nasiibaa unape rotaa hai ham paas tumhaare aa na sake ham duur bhii tumase rah na sake dam ghuTataa rahaa aramaano.n kaa kuchh kahanaa chaahaa kah na sake muhabbat ke maaro.n kaa \threedots jisane hamako bar_baad kiyaa ham usako duaa_e.n dete hai.n jab dad.r se bhar aataa hai dil bas naam usii kaa lete hai.n muhabbat ke maaro.n kaa \threedots ye dad.r chhupaaye chhup na sakaa ye sahanaa chaahaa sah na sake dil yaas se bhar aayaa lekin aa.Nkho.n se aa.Nsuu bah na sake muhabbat ke maaro.n kaa \threedots % #endindian \endsong %