% \startsong \stitle{mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa}% \film{Raj Mahal}% \year{1982}% \starring{Vinod Khanna, Neetu Singh, Danny, Om Shivpuri}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Varma Malik}% % % Contributor: Rizwan Syed % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 09/10/1995 % Credits: Vandana Venkatesan % Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: % \printtitle #indian % r: o sonaalii, o sonaalii l: ho, ho r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa\threedots \-2 l: mai.n aa rahii huu.N mai.n aa rahii huu.N pyaar kii aavaaz pe ye pyaar bharaa naGamaa tum phir se gunagunaanaa r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa r: dekho mausam gaharaa gaharaa hai \-2 aur shaam kaa ra.Ng sunaharaa hai l: (aao ham dono.n chhup jaae.n pyaar kii duniyaa me.n kho jaae.n) \-2 aise kho jaae.nge aise kho jaae.nge Dhuu.NDhegaa ye saaraa zamaanaa r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa l: tuu hai sapano.n kii parchhaaiyo.n me.n \-2 tuu hai is dil kii gaharaaiyo.n me.n r: (baa.Ndhake tujhako baaho.n me.n rakh luu.N aaj nigaaho.n me.n) \-2 l: to ye vaadaa karo \threedots to ye vaadaa karo, mujhako kabhii na bhulaanaa r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa l: mai.n aa ga_ii huu.N \threedots mai.n aa ga_ii huu.N, pyaar kii aavaaz pe ye pyaar bharaa naGamaa tum phir se gunagunaanaa r: mere pyaar kii aavaaz pe chalii aanaa o chalii aanaa % #endindian \endsong %