% \startsong \stitle{maulaa shab-e-Gam}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{???}% \music{???}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Ravinder P. Singh % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 03/30/1997 % \printtitle #indian % maulaa shab\-e\-Gam subaho.n kii meharam to nahii.n hai suuraj se teraa ra.Ng\-e\-hinaa kam to nahii.n hai kuchh zaKm hii khaae.n chalo kuchh gul hi khilaae.n har chaa.Nd bahaaro.n kaa yah mausam to nahii.n hai chaahe ab kaaragaah\-e\-dahar me.n lagataa hai bahut dil ai dost kahii.n yah bhii teraa Gam to nahii.n hai chaahe vah kisii kaa ho lahuu daaman\-e\-gul par sayyaad yah kal raat kii shabanam to nahii.n hai itanii bhii hame.n ba.ndish\-e\-Gam kab thii ga.Nvaaraa parde me.n terii kaagul\-e\-purKam to nahii.n hai seharaa me.n baguulaa bhii hai `majaruuh' sabaa bhii hamasaa koii aavaaraa\-e\-aalam to nahii.n hai % #endindian \endsong %