% \startsong \stitle{mai.n ne tere liye hii saat ra.ng ke sapane chune}% \film{Anand}% \year{1970}% \starring{Rajesh Khanna, Amitabh, Sumita Sanyal}% \singer{Mukesh}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % mai.n ne tere liye hii saat ra.ng ke sapane chune sapane suriile sapane kuchh ha.Ns ke, kuchh Gam ke terii aa.Nkho.n ke saae churaae rasiilii yaado.n ne mai.n ne tere liye \threedots chhoTii baate.n chhoTii chhoTii baato.n kii hai yaade.n ba.Dii bhuule nahii.n biitii huI ek chhoTii gha.Dii janam janam se aa.Nkhe.n bichhaaI.n tere liye in raaho.n me.n mai.n ne tere liye \threedots bhole bhaale bhole bhaale dil ko bahalaate rahe tanhaaii me.n tere Kayaalo.n ko sajaate rahe kabhii kabhii to aavaaz dekar mujhako jagaayaa Kvaabo.n ne mai.n ne tere liye \threedots ruuThii raate.n ruuThii huI raato.n ko jagaayaa kabhii tere liye biitii subah ko bulaayaa kabhii tere binaa bhii tere liye hii diye jalaaye raato.n me.n mai.n ne tere liye \threedots % #endindian \endsong %