% \startsong \stitle{mahafil se uTh jaanevaalo.n, tum logo.n par kyaa ilzaam}% \film{Dooj Ka Chand}% \year{1964}% \starring{Ashok Kumar, Bharat Bhushan, B. Saroja Devi,Chandrashekhar}% \singer{Rafi}% \music{Roshan}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Ashok (ADhareshwar@WorldBank.org) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % \printtitle #indian % mahafil se uTh jaanevaalo.n, tum logo.n par kyaa ilzaam tum aabaad gharo.n ke bAsI, mai.n aavaaraa aur badanaam mere sAthI, mere sAthI, mere sAthI khaalii jaam mere sAthI khaalii jaam do din tum ne pyaar jataayaa, do din tum se mel rahaa achchhaa khaasaa vaqt kaTaa, aur achchhaa khaasaa khel rahaa hii hii ##(hollow laughter)## achchhaa khaasaa khel rahaa ab us khel kaa fikr hii kaisaa, vakt kaTaa aur khel tamaam mere sAthI \threedots tum ne Dhuu.NDhii sukh kii daulat, mai.nne paalaa Gam kaa rog kaise banAtaa kaise nibhaataa, ye rishtaa aur ye sa.njog mai.n ne dil ko dil se tolA, tum ne maa.Nge pyaar ke daam mere sAthI \threedots tum duniyaa ko behatar samajhe, mai.n pAgal khaarakhaar (?) huA tum ko apanA nahii.n nikalaa thA, khud se bhI bezaar rahaa hii hii ##(hollow laughter again) ## khud se bhI bezaar rahaa dekh liyaa barkhaast (?) tamaashaa, jaan liyaa apanaa anjaam mere sAthI \threedots mere sAthI khaalii jaam % #endindian \endsong %