% \startsong \stitle{machalatii huii havaa me.n chham chham}% \film{Ganga Ki Lahren}% \year{1964}% \starring{Dharmendra, Savitri, Kum Kum, Kishore}% \singer{Kishore, Lata}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 1/10/1997 % \printtitle #indian % la: aa aa aa, aa aa ki: o ho ho, ho ho (machalatii huii, havaa me.n chham chham hamaare sa.ng sa.ng chale.n ga.Ngaa kii lahare.n) \- 2 la: o, zamaane se kaho, akele nahii.n ham hamaare sa.ng sa.ng chale.n ga.Ngaa kii lahare.n koras: zamaane se kaho \threedots ki: (hariyaalii sii, chhaa jaatii hai chhaa.Nv me.n in ke aa.Nchal kii) \- 2 la: sar ko jhukaa ke, naam lo in ke ye to hai shaktii nirabal kii himaalay ne bhii chuume hai.n in ke qadam koras: machalatii huii, \threedots zamaane se kaho \threedots la: (sukh me.n Duubaa, tan man us kaa aayaa jo in ke aa.Ngan me.n) \- 2 ki: pyaar kaa pahalaa, darpan dekhaa duniyaa ne in ke darshan me.n ke yuu.N hii nahii.n khaate ham in kii qasam koras: zamaane se kaho \threedots machalatii huii \threedots ki: (saath diyaa hai, in laharo.n ne jab sab ne mu.Nh pher liyaa) \- 2 la: aur kabhii jab, Gam kii jalatii dhuup ne ham ko gher liyaa to aao in ke hii qadamo.n me.n jhuk jaae.n ham koras: machalatii huii \threedots zamaane se kaho \threedots % #endindian \endsong %