% \startsong \stitle{luuTe koii man kaa nagar ban ke meraa saathii}% \film{Abhimaan}% \year{1973}% \starring{Amitabh, Jaya, Asrani, Bindu, David, A K Hangal, Durga Khote}% \singer{Manhar, Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K.G. (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % la: luuTe koii man kaa nagar ban ke meraa saathii \- (2) ma: kaun hai vo, apano.n me.n kabhii, aisaa kahii.n hotaa hai, ye to ba.Daa dhokhaa hai la: luuTe koii \threedots la: (yahii.n pe kahii.n hai, mere man kaa chor ma: nazar pa.De to ba_iyaa.N duu.N maro.D ) \- (2) la: jaane do, jaise tum pyaare ho, vo bhii mujhe pyaaraa hai, jiine kaa sahaaraa hai ma: dekho jii tumhaarii yahii batiyaa.N mujhako hai.n ta.Dapaatii.n la: luuTe koii \threedots ma: (rog mere jii kaa, mere dil kaa chain la: saa.Nvalaa saa mukha.Daa, usape kaare nain ) \- (2) ma: aise ko, roke ab kaun bhalaa, dil se jo pyaarii hai, sajanii hamaarii hai la: kaa karuu.N mai.n bin usake rah bhii nahii.n paatii la,ma: luuTe koii \threedots % #endindian \endsong %