% \startsong \stitle{kuchh na kuchh to zaruur honaa hai, saamanaa aaj unase honaa hai}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{}% \music{}% \lyrics{Wajida Tabassum}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Pratap Khedkar (khedkar@merak.crd.ge.com) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % kuchh na kuchh to zaruur honaa hai, saamanaa aaj unase honaa hai to.Do, phe.nko.n, rakho, karo kuchh bhii, dil hamaaraa hai, kyaa khilaunaa hai zi.ndagii aur maut kaa matalab, tumako paanaa hai, tumako khonaa hai itanaa Daranaa bhii kyaa hai duniyaa se, jo bhii honaa hai so to honaa hai uTh ke mahafil se mat chale jaanaa, tumase roshan ye konaa\-konaa hai % #endindian \endsong %